http://i93.photobucket.com/albums/l80/bigrollerdave/flash/sign.swf" quality="high" wmode="transparent"

Monday, January 18, 2010

*[19th Jan Tues Angar Chaturthi]*



Mangalwar ki chaturthi hai..surya grahan tulya labh hota hai ..jap, dhyan


upvaas ka fal lakh guna hota hai


- mangal dev ka poojan karne waleon logon ko. .bina namak ka bhojan karein


- mangal dev ka mansik ahavan karo...


- chandrama mein ganpati ki bhavna karke argya dein


kitna bhi karzdaar ho ..kaam dhandhe se berozgaar ho ..rozi roti to milegi


aur karze se chutkara


karze se mukti pana ho to:


faltu kharcha aur credit card se jaan chudao ..bhari byaz se jaan chudao


jo bhari byaz lete hain ..unko bolo ki byaz rok do ..rakam denge pakki baat


hai...kuch apna purusharth karo ..kuch vyavharik kala kaushal karo...


karze se doobe hue log 19th jan ka fyada uthao






*[20th Jan Wed Basant Panchami]*


Sarswati ma ka avir bhao diwas hai


- apne jo bhi padte hoon ..shastra adi ..ya jo bhi granth uska adar satkar


karo ..


- pen kalam adi ka adar satkar poojan karo


- aur brohmadhya mein surya dev ka dhyan karo...jisse padai likhai mein


aagey badogey


- vidhya premi -- saraswatya mantra ka jap, saraswati ji ki dhyan maun aadi


se fyada uthayein



*[21 Jan - Daridya Haran Shasthi]*


Bhavishya Puran ke anusar : pake chawal, doodh aur ghee aur shakkar milakar


brahaman, gareeb, gay (cow) aadi ko daan karna chahiye ...daridrata nivratti


ke sankalp se issey bhi daridrata door hoti hai



[*22 Jan - Rath Saptami]*


Surya dev ke nimit ...snan daan ...hom poojan ..satkarm ...karein to hazaar


guna fal dayi mana gaya hai ...


No comments: